Kiya Aap Jante He Ki Bharat Ki Pehli Padhi, Shikshit Mahila Kon Thi Kiya Aap Janna Chahege.
Aaj Ke Time Me Mahilaye Puruso Se Bhi Aage Nikal Ne Lagi He Mahilaye Aaj Ke Time Me Padhai Se Lekar Sabhime Aage He.
Aaj Ham Bat Karege Ek Aesi Mahila Jiske Karan Aaj Bharat Ki Sari Mahilaye Padhai Kar Rahi He Or Sabhi Ko Padha Bhi Rahi He To Aaye Ham Aaj Bat Karege Us Pehli Shikshit Mahila Ke Bare Me.
|
Savetribai Phule |
BHARAT KI PEHLI SHIKSHIT MAHILA
Samaj Sevika Ka Kavi Or Vanchito Ki Aavaj Uthane Vali Mahila Savitribai Jyotirao Phule, Jinke Jivan Or Krutiyo Ke Bare Me Abhi Bhi Desh Ke Bahut Sare Log Nahi Jante He, Yaha Tak Ki Bahut Sari Mahilaye Bhi Ye Bat Se Anjan He Ki Ve Aaj Shikshit He Rojgaar Ke Yogiy He To Vo Aaj Kiske Prayaso Ke Chalte.
Savitribai Phule Ka Janam
Savitribai Phule Ka Janam 3 June 1831 Me Pune Se 50 Kilommitter Dur Pune Ke Naigaon Me Huva Thaa, 1840 Me 10 Saal Ki Umar Me Unka Vivah Jyotirao Ke Satha Huva Thaa Jo Ke Us Time Veh 13 Varsha Ke The, Unoh Ne Ek Balak Ko Ghod Liya Tha Jiska Nam Unhone Yashwant Rakha Thaa.
Savitribai Phule Ne Shiksha Kahase Prapt Ki
Jyotirao Ne Aapni Patni Ko Ghar Pehi Padhai Or Unhone Ek Shikshika Ke Rup Me Prasiksidh Kiya Or Bombay Garjin Ke 22 November 1851 Me Ke Prakashit Ek Khabar Ke Anusar Unhki Aage Ki Shiksha Jimedari Jyotirao Ke Mitar Sakharam Yashwant Paranjpe, Or Keshav Shivram Bhavalkar Ne Shabhali.
Savitribai Phule Bharat Ki Pehli Aathiyapika Bani
Savitribai Phule Bharat Ki Pehli Mahila Aathiyapika Thi Ghar Ki Tehri Lag Kar Bahar Pad hane Jane Ki Unke is Ka dam Se Aadhunik Bharatiy Mahila Ke Sarvajanik Jivan Ka Prarabh Hota He, Unhone Aapne Pati Jyotirao Phule Ke Satha Milkar Mahila Vo Ke Shikshavo Ke Liye Mahatav Punh Kam Kiya.
Bharat Me Pehli School Ki Sthapna
1848 Me Unhone Desh Me Pehli Mahila School Ki Sthapna Ki, Jiske Bad Veh Aniyah 5 Vithiyalay Kholne Me Kamiyab Rahi 5 February 1852 Ke Ek Aavedan Patrah Ke Anusar Ladkiyo Ke Liye Pehle Teen School " 3 Julie 1851 ,,,,, " 17 November 1851 Or " 15 March 1852 ,, Chiplunkar Vada ,," Rashta Pet
Or Vedal Pet Karmasal Se Suru Kiye Gaye, Savitribai Phule Inmese Pehle Sthapit School Ki Parthan Aadhiyapika Thi..
Ek Aesi Mahila Jinnoh Ne 19 Vi Shadi Me Suvasud,, Balvivah, Tathaa Vithava Vivah Nised Jesi Krutiyo Ke Viruddh Kam Kiya Use Hindustan Ne Bhuladiya Kiyuki Unka Janam Ek Dalit Parivar Me Huva Thaa, Unhone Bharat Me Nari "Shiksha " Ke Liye Mahatav Punh Kam Kiya, Bharat Me Savitribai Phule Or Unke Pati Dono Ne Milkar Sudhar Aevam Stree ShikSha Aarambh Kar Ug Ki Niv Rakhi.
Satiya Sodhak Samaj Ki Sthapna
Satiya Sodhak Samaj Ki Sthapna 24 September 1873 Ko Huvi Or Savitribai Phule Ye Sanstha Ki Ek Atiyadhik Samardhik Kariy Karta Thi, Ye Sanstha Kam Se Kam Kharche Par Dahej Mukat, Or Bina Pandit Or Pujariyo Ke Vivaho Ka Aayojan Karati Thi Is Tarah Ka Pehla Vivah " 25 Desember 1873 Ko Sampan Huva Thaa.
Savitribai Ki Mitar BajuBai Nibargar Ki Putri Ratha Or Sitaram Jabashi Alhad Ki Sadi Pehli Satiya Sodhak Sadi Thi, Is Ithasik Avshar Par Savitribai Ne Shayam Sabhi Kharche Kiye Is Parkar Ke Vivaho Ki Parthati Pachikit Vivaho Se Milti Julti Thi Jo Aaj Bhi Bharat Ke Kayi Bhago Me Payi Jati He, Pure Desh Ke Pujariyo Ne in Vivaho Ka Virotha Kiya Or Veh Is Murde Ko Lekar Kot Me Bhi Gaye.
Bharat Ka Pehla Antar Jatiyah Vivah
Phule Daptiyo Ko Khator Pareshani Yo Ka Samna Karna Pada Kintu Isse Veh Unke Pad De Ve Vichali Nahi Huve, " 4 February 1979 Ko Unhone Aapne Tatak Putar Ki Sadi Isi Pathati Se Kiyi Yah Vivah Aathunik Bharat Ka Pehla Antar Jatiyah Vivah Thaa.
Savitribai Pure Deh Ki Maha Nayika He Jab Savitribai Ne Kaniyavo Ko Pathane Jati Thi To Raste Me Log Unpar Gadki, Kichad, Gobar, Vista Tak Feka Kar Te The, Jiske Karan Ve Ek Sadi Apne Thele Me Lekar Chalti Thi Or School Pohch Kar Kharab Huvi Sadiko Badal Leti Thi.
Savitribai Phule Ne Adhure Kam Ko Pura Kiya
Mahatma Jyotirao Phule Ki Mrutiyu 1890 Me Huvi Tab Savitribai Ne Unke Athure Kariyo Ko Pura Karne Ke Liye Saklap Liya, Agle Sal 1897 Me Pleg Ki Bhayanak Mahamari Fel Gayi, Punhe Setrah Me Pratidin Secdo Log Is Bimari Se Mar Rahe The, Savitribai Ne Yashvant Ko Suti Lekar Aane Ko Kaha Or Yashvant Ke Lotne Par Unhki Madat Se Sasne Parivar Ke Kheto Me Ek Hospital Khulvaya.
Savitribai Phule Ki Mrutiyu Kob Huvi
Savitribai Bimar Logo Ke Pas Jati Or Khudhi Uneh Hospital Tak Lekar Aati Halaki Vo Janti Thi Ki Ye Ek Sakramik Bimari He Fir Bhi Unhone Bimar Logo Ki Seva Or Dekh Bhal Kar Na Jari Rakha Jesehi Unko Pata Chala Ki Mudva Gav Ke Bahar Maharo Ki Basti Me Pandu Rang Babajika Ek Banh Ka Putrah Pleg Se Pidit Ho Gaya He Vo Vaha Gayi Or Bimar Bache Ko Pit Par Ladkar Hospitl Le Kar Dodi.
Is Prakriya Me Unko Bhi Ye Bimari Lag Gayi Or 10 March 1897 Me Rat Noh Baje Aakhir Kar Unki Sase Hamesa Ke Liye Tham Gayi.
Shavetriy Bay Ko Aaj Sabhi Log Bhul Gaye
Dinbandhu Ne Unki Maut Ko Badhi Dukh Ke Sath Prakashit Kiya Jo Log Pit Par Aapne Putrah Ko Batha Kar Dusman Se Ladti Laxmi Bay Ka Bahaduri Ka Gungan Kar Te He Unhone Is Mahila Ki Bahaduri Ko Puru Tarah Najar Andaj Kar Diya He Jisne Aapne
Pith Par Ek Bimar Bache Ko Bachaya Unka Pura Jivan Samaj Me Vanchit Tab Ke Kash Mahila Vo Or Dalito Ke Adhikaro Ke Sangharsh Me Bita.
Unki Ek Bahut Hi Prasiddh Kavita He Jisme Vo Sabko Pathane.. Likhane Ki Pernn Dekar Jati Tod Ne Ki Bat Karti He.
Prasiddh Kavita
Post a Comment