Bharat Or Pakistan Ka Pehla Mach Kab Khela Gaya Thaa Kiya Aap Ko Patahe.
|
Cricket |
Kiya Aap Ko Pata He Ki Bharat Or Pakistan Ka Pehla Mach Kab Khela Gaya Thaa Or Kon Jita Thaa Kiya Aap Ko Pata He Ki Kon Jita Thaa Kiya Aap Janna Chahe Ge Ki Aakhiri Kon Jita Thaa.
Aaj Bharat Me Sab Log Cricket Ke Divane He Or Jab Bharat Or Pakistan Ki Mach Hone Vali Hoti He Tab Bharat Ke Logo Ko Uska Besabri Se Indjar Rehta He, To Kiya Aap Janna Chahege Ki Bharat Or Pakistan Ka Pehla Mach Kab Khela Gaya Thaa.
Bharat Or Pakistan Ka Pehla Mach Kisne Jita
|
Cricket |
Bharat Or Pakistan Ka Pehla Cricket Mech 16 October 1952 Me Delhi Ke Ferojshah Kotla Medan Par Huva Thaa Is Mach Ko Bharat Ne 70 Runo Se Jita Thaa, Mech Ke Hero Vinu Mankanhd The Jinohne Karib 72 Ovar Feke The Or 131 Ran Dekar 13 Viket Chatkae The Char Din Chale Is Mach Ka Tos Bharat Ne Jita Thaa.
Bharat Ke Pehle Mach Me Kitne Run Banaye The
|
Cricket |
Bharat Ke Pehle Bale baji Kar Te Huve 372 Runo Ka Scoor Khada Kiya Jisme Bale Baj Himtikari Ne 81 Runo Ka Yogdan Diya Thaa Bharat Ki Team Ko 372 Runo Par Rokne Ke Bad Pakistan Ne Bale Baji Suru Ki Jiske Javab Me Puri Team Ne Matar 150 Runo Par Hi All Out Ho Gayi Thi Pakistan Ki Taraf Se Hinif Mohammad Ne Sarvadi 51 Run Banaye The.
Pakistan Ko Ek Bar Fir Se Moka Diya Gaya
|
Cricket |
Follow On Bachav Lene Ki Vajah Se Pakistan Ko Lakshiy Ka Pichaa Kar Ne Ka Dobara Moka Diya Gaya Lekin Is Bar Bhi Captan Abdul Kagal Ko Sodkar Puri Team Veshi Hi Khili Or 152 Run Par Fir Se Feil Ho Gayi Bharat Ne Yah Mach 70 Runo Se Jitliya.
Cricket Ithash Ka Ye Pehla Bharat Or Pakistan Ke Bich Hone Vala Mach Thaa Or Pakistani Pehla Antratiya Pehla Cricket Mach Thaa. Pakistan Ki Team Ke Captan Abdul Kagar Or Aamir ilahi Ko Sodkar Puri Team Aapne Cariyar Ki Suruvat Kar Rahi Thi, Yah Dono Khiladi Pahle Bharat Ke Liye Khela Kar Te The.
Post a Comment