Aaj Ke Samai Me Sabhi Log YouTube Ka Istamal Kar Rahe He Or Chote Bache Se Lekar Buthe Tak Sabhi Ko Pata He YouTube Ke Bare Me.
To Aaj Ham Bat Karge Ki YouTube Ko Kis Ne Or Kuyu Banaya Tha.
YouTube Ko Banane Se Pehle Pure World, Duniya Me Redio Or Tv Ka Samay Chal Raha Tha Lekin Jese Jese Samay Bitta Gay, Or Fir Entertainment Or Manoranjan Ki Duniya Me Saal 2005 Me YouTube Ko Banaya Gaya.
Darsal YouTube Pehle Ek Online Deting Site Huva Kar Ti Thi, Jis Ka Nam Tunein Huva Karta Tha Jisse PayPal Company Ke Teen Employ Ne Banaya Tha Jinka Nam Jawed Karim, Stif Sen Or Sahed Arli , Is Site Par Log Video Upload Kar Ke Date Pelen Kiya Kar Te The.
YouTube Ko Banane Ki Bhi Ek Vajah Thi
YouTube Ke Favudar Me Se Ek Jawed Karim Ek Din Jennet Jestan Ki Video Intarnet Par Search Kar Rahe The Lekin Bahut Search Kar Ne Ke Bavjut Bhi Uneh Vo Video Nahi Mili Tabhi Unno Ne Socha Ki Intarnet Par Ek Aesi Bhi Site Honi Chahiye Jaha Par Koy Bhi Video Aasani Se Mil Jaye Or Har Koy Video Bhi Sear Kar Paye.
Uske Bad Jawed Karim, Stif Sen Or Sahed Arli Ne 14 February Ko Tunein Ko YouTube Me Badal Diya Youtube Bahut Teji Se Popular Ho Raha Tha, Lekin Is Compniy Ko Chala Ne Ke Liye Funds Nahi The. Lekin Sequoia capital Ne 2005 Ko YouTube Ko 3.5 Million Ka Funds Diya Fir YouTube Ka Pehla Office California Me Ek Japanese Pizza Restaurant Ke Upar Banaya Gaya Tha.
Google Ne YouTube Ko Kab Karid Liya
YouTube Me Us Samay 65 Employ Kam Kar Te The Jo PayPal Compniy Ke Jiyada Tar X Employ The, Or Saal 2006 Aa Gaya Tha Or YouTube Pe Total 65,000 Se Jiyada Video Uplod Ho Chuki Thi Or 1,Cr Se Jiyada Log YouTube Us Kar Rahe The. Lekin Bahut Se Copyright Content Or Cesis Ki Vajah Se October, 2006 Me Google Ne YouTube Ko 10,668,448,0000..........1.65 Billion Me Kharid Lia Tha.
Lekin YouTube Ke Favudar Ne Google Ke Favudar Se Ek Sarat Rakhi Ki Uski 65 Employ Usi Me Kam Kare Ge , Or Google Ne Ye Bat Bhi Sivikar Kar Li. Or 2007 Me Google Ne Aelavush Ment Me Kaha Ki 89 County Me YouTube Ko Borad Cast Kiya Jaye Ga Or Ise Ke Sath YouTube Ne Patnar Program Or Creater Aworld Bhi Suru Kiya Jis Ke Jariye Revenyu Bhi Kama Sakte The.
Youtube Ki Thodi Bahut Jankari
YouTube Pe Pehla Chenal U.S.A Ke Government The Leberiy Of Congress Ka He
YouTube Pe Sabse Pehla Video YouTube Ke Favudar Jawed Karim Ne 23 April 2005 Ko Kiya Tha.
YouTube Pe Us Samai Video Uploading Sirf 10 minutes Ki Thi, Lekin Ab Aesi Koy Upload Limit Nahi He.
YouTube Me 2008 Me...'' 480px '' Ki quantity Thi Or 2009 Me....'' 720px '' Or Fir '' 1080px '' Aa Gayi Thi, Or 2010 Me '' 4K '' Quality Or Fir 5 Saal 2015 Me '' 360 ,, Video Uploading Ka Bhi Opsan Bhi De Diya.
YouTube Ko Sari Duniya Me 135 Cr ,, Se Bhi Jiyada Log Istmal Kar Te He.
YouTube Pe '' 62% ,, Mal Or '' 38 ,, Female Us Kar Te He.
YouTube Me Har Minutes 300 Hr Video Uplod Ho Jati He Yani 1 Saal Me YouTube Me 432,000 Video Uplod Kiyi Jati He.
YouTube Pe 1 Din Me 500,00,00,000 Cr Video Dekhi Jati He, Jisme Se Mobile Or Tablet User 50% He Or YouTube Par Har Mobile User 40 minutes Gujar Ta He Jisme Se 20% Log Survati 10s Me Hi Video Sod Kar Chale Jate He.
YouTube Ko 80% Bar Us Kiya Jata He Or 76 Bhasa Me Us Kiya Jata He.
YouTube Pe 10,113 Aesi Video He Jisse 100cr Se Bhi Jiyada Dekha Gaya He.
2020 YouTube Pe Sabse Jiyada Subscribe Pane Vala Chanel " T Series He ,.
Youtube Pe Sabse Jiyada Dekha Jane Vala Video Despacito He Jo 6.5 Billion View Abtak Pa Chuka He.
YouTube Pe Sabse Jiyada Dislikes Pane Vali Video Justin Bieber Ki Video Baby Album He.
YouTube Me 1 lk subscribe Hone Par Silver Play Button Bhejta He Or 10 lk subscribe Hone Par Golden Play Button or 1cr Subscribe Doimod play button or 5cr subscribe Par Rubiy Play button Bhejtahe.
YouTube Ke Mentenash Or Chalane Ke Liye " 40,906,70 Cr Ka Kharcha Aata He
YouTube Pe 6% Ad Dikhay Jate He Jisme Se Har Sal YouTube 25,868 Ka Munafa Hota He
2007 Se 2020 Tak YouTube Duniya Me Video Searing Or Manoranjan Ke Liye NAbar 1 Pe He.
Aaj YouTube Ko Dekhna Sab Log Pasad Karte He YouTube Pe Koy Bhi Jankari Mil Jati He.
Post a Comment