Kiya Aap Janna Chahege Ki Mobile Ka Avishkar Kisne Or Kab Kiya Thaa.


Duniya Ka Pehla Mobile Kisne Banaya Thaa Kiya Aap Jante He.

Mobile Ham Sabhi Ke Jivan Ka Ek Abhinay Hissa Ban Chuka He Hamare Daiyanik Kriya, Vo Me Bhi Mobile Ki Bahut Badi Bhumika Rahti He, Lekin Hamme Se Bahut Kam Log Hi Ese Hoge JINHE Mobile Ki  History Ke Bare Me Ache Se Pata Nahi Isliye Aaj Ham Mobile Ke Ithash Ke Bare Me Aap SABHI KO Batayege.


Aaj Ke Samai Me Sabhi Logo Ke Pass Mobile Hota He Or Sabhi Log Mobile Use Bhi Kar Na Jante He, Or Aaj Ke Time Me Log Mobile Phone Ke Bina Reh Bhi Nahi Sakte He, Khana Khate Samai Bhi Mobile Lekar Beth Jate He, To Kiya Aap Janna Nahi Chahe Ge Ki Mobile Ko Kis Ne Or Kab  Banaya.


Mobile Ka Mahatav -


Duniya Ka Pehla Mobile Kisne Banaya Thaa Kiya Aap Jante He.

21 Vi Sadi Me Technology Itni Viksit Ho Gayi He Ki Ham Mobile Ki Madat Se Na Keval Bat Chhit Kar Te He Balki Internet Ke Mathiyam Se Facebook, Twitter, Instagraam, Whasspp, Gmail, Game, Se Aap Ne Dosto Or Aap Ne Koy Bhi Fd Ya Kisi Bhi Vayakti Se Jude Reh Te He.


Lekin Kiya Aap Ko Pata He Ki Pehla Mobile Phone Kab, Kishne, Or Kaha Bana Tha, Or Ise Banne Vali Vayakti Kon The Kiya Aap Jante He To Aaye Ham Bata Te He Us Vayakti Ka Nam.



Mobile Phone Ke Nirmata Ka Nam -


Duniya Ka Pehla Mobile Kisne Banaya Thaa Kiya Aap Jante He.
Martin Cooper

Duniya Ke Pehle Mobile Phone Ka Nirman Martin Cooper Ek Ameriki Engineering Ne Kiya Thaa Jesse Unhone " 3 April 1973 Ko Duniya Ke Samne Pardsit Kiya Tha, Ye Vishv Ka Pehla Mobile Phone Tha, Jo Ki Aam Logo Ke Liye Banaya Gaya Tha, Kuyu Ki Ise Pehle Redio Phone, Vayrlesh Phone Bhi Uplabdh The, Lekin Is Ka Adhik Tar estmal Foj Davara Kiya Jata Tha.


Martin Cooper Ne Menhetar Me Se Aapne Office Se Newjorsh Me Sthit Belleb Ke Mukhiya Lay Me Pehla call Kiya Thaa, Martin Cupar Ne Aaj Ke Samai Ke Agruni Compniy Motorola Ke Sath Milkar Is Mobile Phone Ka Nirman Kiya Tha. Tatha Bad Me Ve Is Compniy Ke C.E.O. Bhi Bane.



Bharat Me Pehli Bar Mobile SEVA Kab Suru Havi  -


Duniya Ka Pehla Mobile Kisne Banaya Thaa Kiya Aap Jante He.
Martin Cooper

Martin Cooper Ko Duniya Ke Pehle Nirman Ke Karan Saal 2013 Me Sanchar Ke Kiye Gaye Vilksa Kariy Ke Liye Marconik Puruskar Ke Liye Samaanit Kiya Gaya Duniya Ki Pehli Kamarsal Seva 1979 Me N.t.t Japanese Compniy Ne Tokiyo Me Suru Ki Thi, iske Bad 1980 Me Denmark, Finland, Norve, Or Swidan Me Mobile Phone Se Seva Ye Suru Huvi Thi, Jiska Nam Tha Nordikmobile Teliphone.


1983 Me American Ka Ke Sikago Saher Me Aayi Ameritech Nam Se 1G Network Ki Suruvat Huvi Thi, Bharat Me Pehli Mobile Seva " 15 August, 1995 Ve Ko Delhi Me Ger Vevsay Ke Dor Me Suru Ki Gayi Thi



Mobile Phone Ke Bare Me Kuch Thodi Bahut Jankariya 


Duniya Ka Pehla Mobile Kisne Banaya Thaa Kiya Aap Jante He.
Martin Cooper

Duniya Ka Sabse Pehle Phone Martin Cooper Ne Banaya Tha Unko Mobile Phone Ka 'God Bhi Kaha Jata He.


Duniya Ka Sabse Pahla Mobile Phone Ka Nam Dayna T.A.C Tha.


Duniya Ka Sabse Pahla Mobile Phone Motorola Compniy Ne 3 April 1973 Ko Banaya Tha. 


Sebse Pehle Mobile Phone Ka Vajan " 1 Kg, 100 Gm Thaa Or Is Phone Ki Bettetry Ek Et Ke Bara Bar Thi.


Duniya Ka Pehla Mobile Kisne Banaya Thaa Kiya Aap Jante He.
Fast Mobile Phone

Sabse Pehle Mobile Phone Ko 10Hr, Gante Charchig Kar Na Padta Tha, Or Us Phone Me Sirf 35 minutes Tak Hi Bat Kar Sakte The.


Us Phone Ki Lagbhag Kimat 2Lk Rupeeye Thi Or Us Phone Ko Sab Se Pehle American, USA Me Bechna Suru Kiya Tha.


Duniya Ka Sabse Pahla Smart Phone 1993 Me Lonch Kiya Gaya Tha Is Ka Nam I.B.M. Siman Nam Tha, Or Is Me Suruvati Dor Me Touch Screen Lagi Huvi Thi Or Colour, Calculator Jese Fichar The, Is Smart Phone Ki Kimat Lagbhag " 41194 Rupeeye Thi.


Ab Tak Ke Sabse Mujbut Phone Ke Rup Me sony xperia-3300 Ka Nam Ginejar Book Of World Record Me He, Ise " 84 Fut Ki Uchai Se Fekke Jane Par Fase Par Giraya Lekin Iske Function, Men Dhik Kam Kar Rahe The.


Ab Tak Ka Sabse Jiyada Bikne Vala Phone Hedsek Ka Record Nokia 1100 Ke Nam Se He Ye Phone 25cr Se Bhi Jiyada Hedsek Ab Tak bik Chuke He.


Bharat Me Sabse Pehle 22 August 1994 Ko Pachim Bangal Ke Purav Mukhiy Mantriy Joyoti Basu Ne Sukhram Tatkalin Sachar Mantriy Mobile Phone Par Bat Kar Ne Vale Bharat  Ke Pehle Vayakti Bane The.

Post a Comment

Previous Post Next Post